O Mungada Mungada..
Film : Inkaar
Year : 1978
Music : Rajesh Roshan
Lyrics : Majrooh Sultanpuri
Singer : Usha Mangeshkar
DOWNLOAD SONG
Tu mungda,
oh mungda, main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main ye chali - 2
Tu mungda,
oh mungda,
main gud ki dali
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main ye chali
Oh le baiyyaan thaam gori gulaabi
Le baiyyaan thaam gori gulaabi-2
Daaru ki botal chhodo re anari sharaabi - 2
Oh sharaabi
Mungda, mungda, mungda,
main gud ki dali
Zara mera nasha bhi chak le aaya jo meri gali-2
Aafat ki jaan dekhe so lut jaaye - 2
Tu jis mein naina daal haathon se pyaala satak jaaye - 2
Aa chitak jaa
Mungda, mungda, mungda, main gud ki dali
Kaisa mulga hai besharmila tujhse to mulgi bhali - 2
Tu mungda, oh mungda,
main gud ki dali
Mangta hai to
Mangta hai to aaja rasiya na hi to main ye chali - 2
Comments
Post a Comment